Hindoestaanse gedichten

Dulhan banne ko kabhie socha na tha
Dulhan banna naseeb ki baat hai
Aashique miltein hain hazaar
Magar sacha aashique milta hain ek hi baar. 
Dil se dil mile
Haath me haath liye
Tjele hum dono saath
Ragoenaath ke kirpa sahe
Aur mata pita ki ashierwaath
 

Jab tak rahega bhagwaan ka aashirwaad.
Bana rahega dulha dulhan ka yeh saath
Rakhenghe hamesha haathon me haath
Aasha hai ke hamara saath
Ab bhi denge indono ko aashirwaad

 

 

Chahe joh tumhein poore dil se
Milta hai woh muskiel se
Aisa joh koi kahin hai
Bas wohi sab se haseen hai
Us haath ko tum thaam lo
Who mehrabaan kal ho na ho

 

Dil se dil mile
Haath me haath liye
Tjele hum dono saath
Ragoenaath ke kirpa sahe
Aur mata pita ki ashierwaath
 

Chandni chand se hoti hai.
Sitaro se nahin
Dil ek ko dya jata hai
Hazaro ko nahin

 

 

Hum dono sabh ke saamne
Yeh kasam khate hain
Ke hum yeh rishtey naate aur yeh bandhan
Saath janmon tak nibhaayenge
Khushi ho ya gham
Yeh hamara waada hain

 

 

Jabse tudjhe pehli baar dekha 

tum bangayi meri jeevan ki rekha

Ab tumhe mai le joenga apni saath

Aur kabhi nahi choroenga tera haath

 

 

Dil se dil
Haath mein haath
Rahenge hum dono
Umarbhar ke liye saath

 

 

Jabse tudjhe pehli baar dekha
tum bangayi meri jeevan ki rekha
Ab tumhe mai le joenga apni saath
Aur kabhi nahi choroenga tera haath

 

 

Haath tere mere haatho se kabhie choote nahie
Diya hai saath to yeh saath kabhie choote nahie
Ziendagi me tjahe kuch bhi ho jayengi
Hum ko tumse juda kisi na kar payengi

 

 

Tjalenge djab tak apna dam,
yeh saath kabhie nahie tjorenge hum.
Thaam kar ab ek djoedje ka haath,
Niebhayenge zindegie bhar ek saath.

 

Dil se dil ka yeh rishta
Maan se maan ka yeh bandhan
Jaan se jaan ka yeh sangam
Hai milan yeh apna
Maan ka bhi hai yeh wada
Chaahoogi jaan se zyada .

 

Babul aur maa ka ghar thjoor ker
Pia ke saath djana mudjhe
Mere naseeb ne baksha dulhan ka roop mudjhe
Bhaya ke yaad me rooyen aankeh magar muskurana pera
Djab tak rahenga sansar tab tak,
mudjh ko pyar rahega pia ke saath
Aadj ghar se meri doli tjele.

 

 

Piya ke saath jaana hai mujhe
Bheja ke yaad mein rooyengi aakhein
Magar muskurana parega
Jab tak rehega piya ka saath

 

 

Aaj ghar se meri doli chali
Aaj ham apno se hogeyi parayi
Haath mein lekar haath rehenge hum dono jeevan bhar saath
Bhagwan ke kripa rahe aur
Mata pita ke aashirwaath…..

 

 

Jaanta hoon ki beti hoti paraya dhan
phir bhi nahin maanta hai maa baap ka mann
Kyu karna usko apne se door
magar woh toh hai reet aur rivaaj se majboor
Aaj woh ghari agayi ke beti apna ghar basayegi
aur achhi tarra apni pati ke saath nibhayegi
magar phir bhi ma baap ke dil mein hamesha rahegi

 

 

Babul aur Maa ka ghar tjoor kar
pia ke saath djana hai mudjhe
Mere naseeb ne baksha dulhan ka roop mudjhe
muskurana parega.
Aadj ghar se meri doli chali
haath me haath liye, tjele hum dono saath
Bhagwaan ke kirpa rahe
aur Mata Pita ki ashirwaad

 

 

Babul aur maa ka ghar thjoor ker,
pia ke saath djana mudjhe
mere naseeb ne baksha dulhan
ka roop mudjhe behna ke yaad
me rooyen aankhen,magar
muskurana pera djab tak
rahenga sansar tab tak,mudjh
ko pyar rahega pia ke saath
aadj ghar se meri doli tjele

 

 

Kehy dya sabse,
uska saath nibhayenge
Vaada hain har kisi se,
Dilwale dulhania ledjayenge

.

 

Razma, chamakta raho pyaar hamara
Djabtak chamke chaand sitara
Thaam kar ek doedje ke haath
Nibhayenge zindagi bhar ek doedje ka saath
Ye wada raha Sanjay ka

 

 

Pehle deeta tha woh waade
Ab deena parega saath
Pehle laata tha who phool
Ab laana parega baraath

 

 

Aaye ho meri zindagi mein
tum bahaar banke
meri dil me joehi rehna
tum pyar banke

 

 

Saat phero saat watjan
niebhayenge aakrie saans tak hum
Soekh ho doekh ho
yeh pyaar kabhie nahie honga kam

 

 

Yeh duniya ki rieth hey
Har beti isi tarha ghar se djati hain
Kitne naazo se paala hai maika ne hamko
Sakhi aur dost ne bahut pyaar dia hai humko
Aadj maine apna pyaar aur dulaar baat dia hai sabko
Mere naseeb ne likha tha dulhan ka roop
Babul ko tjhoor kar djaana hai pia ka ghar

 

 

Chaandni hai yeh baraat,
Saaton pere honge ab haathon mein leke haath,
Ganga Jumna se bhi parvan tera mera bandhan,
Dil ki lahu se tere maang sejarvunga,
Jeevan saathi hum, diya aur baati hum.

 

 

Kal tak khilaya good mein jiesko
Dekhte hoewa jawaan
Karoenga main aaj ieska sjaadi
Prabhoe tu hai kitna mahaan

 

 

Bari muskilon se maine paya,
meri chandni jaise dulhan,
Sapnon mein hazaar baar aya,
mere ghar mein pehli baar.
Chandenie chand se hota hai
Sietaro se nehie
Pyaar ek se hota hai
Hazaro se nehie

 

 

Haath tere mere haatho se khabhie choothe nahin
Diya hai saath to yea saath khabhie choothe nahin
Zindagi me tjahe kuch bhi ho jayengi
Hum ko tumse juda kisi na kar payengi

 

Do dil milte hai to pyaar hota hai
Aur pyaar shaadi bina adhura rehta hai
Kal yeh do dil janamon ke liye mil jayenge
Aur hamesha ke liye apna pyaar se ghar basayenge

 

 

Kitna nazuk se pala hai, maike ne hamko
Sakhie aur sahelie bahoet pyar dia hai hamko
Aadj maine apna pyar aur dulaar baat dia hai sabko
Aur apna dil de dia apne jeevan saathi ko

 

 

Dil se tere dil ka rishta aise djorenge
Pyar ke bandhan me humdono bandhey jayenge
Mata, Pita aur Prabhu ke aashirwaad se,
Sadiyon tak ek duje ka saath na chorenge

 

 

Meri Saason Me Tum
Dil Ki Dhadkan Mein Tum
Mere Khayalo Mein Tum
Mere Mehboob Bahot Khub
Kya Teri Tarif Karu